Navigation

COMMANDS   

FREE HAND TOOL(LINE):-- Shortcut key(F5) Free hand toolfor straight line for start to end .

        By dragging we can create curve pencil tool.

 

BEZIER TOOL:-- Esme line click se shuru hoti hai.Escape key se khatm hoti hai.Esame Drag se curve bantaa hai.

 

POLYLINE TOOL:--Esame sidhi line bnane ke liye Ctrl ka use krate tatha Ctrl ke satha line ko move krane par 15-15 degree ka antar  hota hai. Jahaa double click krate hai whaa POLYGON complete hota hai.

 

SHAPE TOOL:--Short cut key (F10) hota hai. Shape tool ke double click se line jurti hai wa tutati hai.

NOTE:-- double click se nyaa jora banta hai.

 

PICK TOOL:-- Short cut key (Ctrl+space) hota hai. Esame ham kisi bhi object  ko Resize,Move ewam select kar skate hai.

 

WELD:--Esa command ke use se kisi bhe object yaa line ko jora sakte hai.

 

ELLIPS TOOL:--Short cut key (F7) hota hai Esase eggy shape banta hai.Creat a circle hold(Press dwon )Ctrl key shift hold karne Push phle point ko ham ellipse ka center bnaa sakte hai. Ctrl wa shift dono hold karne se  ham phle  point ka center banata hai. Eka circle ka order change karne ke liye

                    Shift+Page Up

                  To Back –Shift+Page Dwon

                 To Forward One –Ctrl+Page Up

                Back One-Ctrl+Page Dwon

3POINT ELLIPSE TOOL:--Esase ham 3binduo ke sahayata se rectangle banata hai.

 

RECTANGLE:--Short cut key(F6)hota hai. Esase ham RECTANGLE bnaa sakte hai.

3POINT RECTANGLE TOOL:--Esase ham 3binduo ke sahayata se ham rectangle bnaate hai.

 

KNIFE TOOL:-- Yah kisi bhi object ko do hisso me kaata deta hai.

 

NOTE:--Jab yah object par jaakar straight ho jaata hai . To wah kaatne ke liye taiyar ho jata hai .Esase ham 1st wa last line chunte hai. By dragging agar kisi bhe object par knife nahi khara hota hai to use convert to bitmap me kar dete hai.

 

GRAPHIC PAPER TOOL:--Short cut key(D)hota hai Esame ham table creat kar sakte hai. Yaa banaa sakte hai.

 

 

 

Figure of Paragraph text

SPIRAL TOOL:--Short cut key(A) hota hai. Esase ham Mortin type ki shape de sakte hai  yaa Spiral shape bnaa sakte hai.Effect:--Sabse phle EFFECT  me jayege  enter ko dabakar A text me jaakar apanaa name dege phir EFFECT me jaakar  ADD PERSPECTIVEpar jaakar click krege phir name kea age waale sire ko Ctrl ke satha lamba karege azur pichale  waale sire ko Ctrl ke satha chota karege.

NOTE :-- Text ka short cut kay F8 hota hai.

 

IMPORT:-- Short cut key(Ctrl+I)hota hai. Esase ham kisi bhi object ya picture ko COREL DRAW me import kara skate hai.

EFFECT2:-- Power Clickl esa EFFECT  ki sahayta se  kisi bhi picture ko kisi bhi object baahar ka hisa jo picture me adhika ha rahaa  hai. Wah delete ho jaayega .

Circle Enter Import Tool Digram Enter Effect Enter Powerclip Enter Place InsideContainer Enter Effect Power clip Enter Edits Contents Enter Effect Finish Editing This level.

EFFECT3:--Sabse phale Circle bnayege phir Fill tool par jaakar pattern fill Diaglog par jaayege phir click karege phir ok kar denge Effect Enter Rollover Enter Creat Rollover phir Edit rollover Click Phir  fill tool phir pattern fill dialog Bitmap or full colour pe click krege phir effect choose karne ke baada OK krenge  phir Effect phir Rollover phir finish editing phir Allover phir  view par jayege  phir enable allover pe click kar denge 

NOTE

     DELETE:--Delete karne ke liye phir se  view par jaakar click karege  phir delete ho jaayega.

 

PARAGRAPH TEXT:-- Short cut key(F8) hota hai. Esame hmesa area bnakar likhaa jaata hai .Drag banakar likha jaata hai.Jisa prakar MS woard,Notepad,ya Woarld Paid me document me taiyaar karte hai. Thika use prakar COREL DRAW me karte hai.

 

ARTISTIC TEXT:--Yah click karne se suru hota hai .Esame ham resize yaa move karaa sakte hai .CONVERT TO CURVEme badlne  ke liye Ctrl+Q dabaate hai.aur agar spelling check karna hota hai to Ctrl+F12 ka prayog karte hai

.

INTERACTIVE BLEND TOOL:--Esase phale ham aakriti banaate hai. Jab kra aakriti ko dusre aakriti se banda karate hai to unke bicha kucha trah pigure bante hai . Jo ke una dono kaa aakriti ko HYBRIDE hota hai.

 

 

 

 

Figure of intractiveblend tool

 

 

 

 

 

 

 

INTERACTIVE CONTROL TOOL:--Esase ham kisi  bhi object ko eka pick point se baahar yaa andar ki ora move kraa skate hai.

 

 

 

 

 

 

 

 

 

Figure of Intractive Control tool

 

 

 

 

 

 

FORMAL TEXT:--Short cut key (Ctrl+T) Esase hamkisi bhi worald character ko type kare  use underline yaa strike three yaa world ka form arial me lena ho to style ya script kar dete hai.

 

EDIT TEXT:--Short cut key (Ctrl+shift+t)hota hai.  Edit text se kisi bhi world kobold ya italic ya underline dete hai. Tatha option me jaakar apne text ko cahatakar  htate hai .Esame ham kaat- chata bhi karte hai.

 

INSERT CHARACTER :-- Short cut key(Ctrl+F11) hota hai. Esame ham kisi bhi symbol ?,.@,:,; kisi bhi character ko insert kra skate hai.

 

INTERACTIVE DISTORTION TOOL:-- Esaka istmal monogram bnaane me kiya jaata hai.  Esame jo eak bar aakriti banegi  wah dobara nahi banegi.

 

INTERACTIVE EXTRUD TOOL:--Esase ham kisi bhi object ko 3D me convert kar sakte hai.

 

 

 

 

Figure of Extured tool

 

 

 

 

 

 

 

 

INTERACTIVE TRANSPARENCY TOOL:-- Esame ham kisi aakriti ka padarsi banaa skate hai.

 

INTERACTIVE DROP SHADOW TOOL:-- Esame hamkisi bhi object ka shadow banaa skate hai.

 

EYE DROPPER TOOL:--  Esame hamkisi bhi colour ko choose karke dusre object me shift button dabane se bucket tool aa jaata hai jisse ham kisi bhi object me bahar kar coloure daal sakte hai.

 

Mahesh Prajapati

S/O Ram Dulare Prajapati

Raidopur Officer Collany

Azamgahr 9793581060

This is a free homepage created with page4. Get your own on www.page4.com