Navigation

Key board Button

 

 1.Standard Typewriter Key-PC kaa assemble bilkul Typerwriter ki tarah hota hai.Esame Numeric Key(0 to 9), Character Key(A toZ),Aur special character hota

 hai.

NOTE—  

         SPECIAL CHARACTER

 

~Screw or Tilde(टिल्डे)- For special work tatha sabado ko jorne(add) ke liye karte hai.

 

!Exclamatory- Yah dukh w sukh dono ko pradarsit karta hai. Ex. OH!  , Aah!

 

@ at the rate ofEsaka estemal E-mail account banane me karte hai.

 

#Hash -Esaka estemal Mobile me karte hai aur secret code ke liye karte hai.

 

 $Dollar-Yah currency ka symbol hai.

 

 %Percent-Esaka estemal MATH me karte hai.

 

^ Exponential or Caret-Esaka use ghat ke rup me karte hai. exp 25=32 or =2^5

 

&And-

 

* Star or Asterisk-Scret ke liye karte haitatha multiply(X) me karte hai

 

( open bracket-

 

)Close bracket

 

-Hyphen- Sabdo ko jorne me karte hai.

 

Underscore - E-mail me karte hai.

 

\Back slash - Use in DOS w division (÷) me karte hai

 

/ Front slash

 

: Colon seprate time

 

; Semicolon

 

'or "Inverted coma

 ` Open Quote ओपन कोट्स 

 

 

 

 

2. Function: - F1 se lekar F12 tak hota hai. Esase special work kiya jata hai.

 

 3.Cursor movement. Key-

 

1.Arrow Key- Arrow key char(4) hota  hai esase cursor  achharo  ke daaye  baaye  w line ke upar niche hote  hai.

 2.Home Key-Esase cursor line ke Beginning(शुरूआत) me chala jata hai.

 3.End Key-Esase cursor line ke End me chala jaata hai.

 4.Page up/Page dwon-Esase screen change hoti hai kahi-kahi page bhi change hota hai.

Kahi-kahi par control aur Alter ke saath  kaam karta hai. Control ke saath page change hota hai.

 

4. Special purpose key -

 

 

a.Back space key-Yah cursor piche ki taraf gatiman rahta hai aur bich me aane wale acharo ko mitata hai

b.Delete key-  Esame cursor isthir  rahata hai . aur  aage ke achharo ko khich-khich kar mitata hai.

c.Escape key-  Cancle the document window(open, run, print...), Menu Bar, Command.

d.Enter key- Create New Paragraph

e.Shift key- Esase ham character ko apar case w  special character me likhate hai.

f.Caps lock key- Esase sabhi achhara  capital letter me likhe jaate hai .Esaki eka light bhi  hoti hai jo NUM LOCK ke bagal me hoti hai.  

g.Tab key-Esase ham eka option se dusre  option yaa eka vikalp se dusre vikalp  par jaate hai.

h.Inesert key- Overwrite mode on and off

i.Print screen---Screen par jo bhi dikharahaa  hai. Use ham copy karskte hai.  

 Note –

Ese ham paste  (ctrl+v) ke maadhaym se laa skte hai.

 

 

 

Mahesh Prajapati

s/o Ram Dulare Prajapati

Raidopur Officer  Colony

         Course

Web Design &Auto CADD

Mob No is :-9793581060,7376442548

This is a free homepage created with page4. Get your own on www.page4.com